Monday, March 12, 2012

Jashn-e-Chiragaan, Khanqah-e-Aaliya Niyaziya, Bareilly Shareef, 17 Rabi-us-Sani


Aao logon aaj hai Khair-ul-Wara ki raushni
Hai Niyazi rang mein Ghaus-ul-Wara ki raushni
Haath failaaye khade hain har taraf shah-o-gada
Shah Niyaz-e-Paak ke ghar hai ataa ki raushani